How reduce your weight



Welcom my  my new blog   reduse your weight 





Khane mein chiknai ki adikta ya pariwarik prampragat karano se  motapa ka rog paida ho jata hai jiske phachan roge ke kamar aur pet aur uske niche ke bhagon ki manspesiyon aur tawacha ke beech chiknai ka adhik matra meinjama ho jana hai ise ko motapa kahate hai madhumeh hone ke pahle bhi marij ke mota hone se wajan bhadne lagta hai bhojan mein parhej na karne ke karan samanya kaamkaz mein wighna utpann ho jata hai pet ke bhadne ke karan kamar mein thathaa sadharan saririk bhaar bhadne ke karan tangon ke jodon mein dard paida ho jata hai!

 















How reduse your weight 




Motapa grast admi ko chahiye ki wo falon ka estimal jayada kare fast food ko avoid kare aur mithe se parhej Karen chiknai wale h kahane se parhej Karen aur weight kam karne ke liye!

 








Weight kam karne ke liye kuch tips 

Pepal ke Patton ko saaf kar ke 100 ml.pani mein ubalen jab 1/2 rah jaye tab Patton ko masal Chan kar subah aur saam istemal Karen !





Ya karela chote chote la kar karelon ke chote chote tukde kar ke sukha lijiye aur fir powder bana lijiye aur jitna ye powder ho uska 3rd part peparment Mila kar  subha saam istemal Karen aur raat ko sote samye garm Pani mein lemon aur hony ka istemaal Karen 


  









Ek aur khass tips jaifhal ka powder bana lein aur hony garam pani se subha Khali pet istemal Karen ya raat ko kanch ke glass mein 1teaspoon trifala powder bigo dein subha garm karen  1/2glass baki rahne par Chan kar Thanda Karen aur 2teaspoon shahad (honey) Mila kar estimal Karen lagataar estimal se motapa kam ho jata hai agar kise ko madhumeh(dibeties)ho to hony ka estimal na karen 





Yeah blog sirf jankari ke liye hai kuch bhi istemal karne se pahle apne docter se Salah jarur lein!


टिप्पणियाँ

इस ब्लॉग से लोकप्रिय पोस्ट

मधुमेह रोगी ka जीवन और परहेज

jukham jab khatrnak ho jaye

जाने पेट में वायु गोला होने के कारण लक्षण और घरेलु उपाय